Friday, 29 August 2014

baal lamby ,ghane or chamakdaar.

baal lamby ,ghane or chamakdaar.

1: badaam k tail.
2: naryal ka tail,
3: zaitoon ka tail.
in teeno ko ham wazan le kar kisi bottle mai rakh lein, istimaal se pehle halka sa garam kar lein eis tail ko,or khoob achi tarha baalon mai massage karein,2,3 ghante baad shampoo kar lein,
read more...

Thursday, 28 August 2014

Daagh dhabe or mahason ka ilaaj

Daagh dhabe or mahason ka ilaaj,

       
1: chehre ki khobsooti or chamak ko qaim rakhne k lie raat ko sone sa pehle chehra dhone k baad glycerin or lemon ham miqdaar mila kar chehre par lagaein,ye lotion har qisam ki jild k lie mufeed hai. 

2: chehre ko daagh dhabon se paak rakhne k lie doodh(milk) ik behtareen cheez hai.1  bartan mai doodh le kar eis mai cotton k tukron ko bhigo dein or chehre par pheerain,or 15 minut baad chehra saade pani se dho lein.
eis se chehra tar o taaza rahega or chehre ki khobsoorti bhi bar qarar rahegi.
read more...

chaayan

chaayan,

                        
1: Aaloo (potato)
2: namak (salt)
  
Aaloo boil kar lein or achi tarha pees lein,thora sa namak shamil kar lein or chehre par lagaein,15 minut baad chehra wash kar le,hafte mai2 se 3 baar ye istimal karein,chaayan khatam ho jaengi.
read more...

Wednesday, 27 August 2014

face pimple

face pimple


1: pimple khatam karne k lie besan mai doodh (milk) shamil kar k face wash ki tarha istimal karein daily.

2: honey 1 chamach,dahi 1 chamack,mix kar k chehre pe lagaein,or subha chehra wash kar lein.
read more...

Tuesday, 26 August 2014

nails mai shining k lie tip,and nails ki safai,

nails mai shining k lie tip,and nails ki safai,

1: nails k siron pae lehson cheel kar lagane se nails chamakdaar ho jaate hain.
2: lemon ka ras lagane se bhi nails chamakdar hote hain.
3: agr nails ziada maily ho tuo ik bowl mai pani daal kar eis mai lemon ka ras milaein ,or eis se nails saaf kar lein.
read more...

Monday, 25 August 2014

chehre ki chaayan

chehre ki chaayan,

1: seashells powder
2: araq e gulab
3: lemon ka ras 
4: haldi powder
 
in tamam cheezon ko mix kar k raat ko sone se pehle eis paste ko chehre pe lagaein ,subha chehra dho lein,daagh dhaby or chaayan khatam ho jaeinge
read more...

chaayon ka ilaaj

chaayon ka ilaaj,

 
1: besan
2: glycerin
3: sandal ki lakri ka powder
4: haldi powder 
5: doodh
6:  araq e gulab

tarkeeb e istimal,

in tamam chezon ko barabar mikdaar mai len,or mix karein,or mask ki tarha chehre pe laga den,dry hone pe saady pani se chehra dho len,

read more...

home made scrub

home made scrub:

1: koi acha sa facewash
2: orange ki chilky,dry

tarkeeb,

orange k chilky pees lein or sath he face wash mila lein,
8 se 10 minut ka chehre pe massage karein,last mai saady pani se waash kar lein.



read more...

mak for removing acne

mak for removing acne:

1:kisi bhi oil control face wash se chehra dho lein'

2: taaza podeene k paty lain,achi tarha dho k pees lein,or ye paste chehre pe lagaein,10,15 minut baad chehra wash kar lein,chand hafton mai farq nazar aa jaega
 
3: din mai 5 se 6 martaba saady pani se chehra dho lein

4: 7 se8 glass pani pee liya karein,
 
5 : ziada khushboo wali cream na lagaein
read more...

multani miti mask,for,acne skin whitening,after threading

multani miti mask, for,acne skin whitening,after threading:

multani miti k beshumar faidy hain,
1: multani miti 
2: araq e gulab
3: haldi 1 chutki
   tarika e istimaal,
1 cup lain multani ,iti daal dein,sath hi haldi daal dain,or araq e gulab add kar dein,10 minut tak cup mai rehne dein,oske baad achi tarha se mix kar k face pe laga dein,dry hone pe outaar dein.
1: aap ne tip threadind k baad bhi use kar sakti hain eiska ye faida hai k threading k baad face pe acne nahi nikalte,
2: skin whitening k lie bhi ye bhi behtareen hai.
read more...

Sunday, 24 August 2014

pimples k baad daagh,

pimples k baad daagh,

pimples k baad daagh,reh jaaty hgain,inko saaf karne k kch tips share karti hon.

1: half cucumber
2: (egg)andy ki safaidi
3: different fruits ka powder jo aap k pas pehle se moujood hai
4: phatkari
5: gawar gandhal(Aloe vera)
6: kafur
7: 1 chamach dahi.
in sb ko phaint kar paste bana lein,or chehre pe laga dein
jb dry ho jaaye tuo koi sa moisturizer laga lein,or last mai face par araq e gulab laga dein,chand hafton mai chehra saaf hona shuroo ho jaega.
read more...

skin whitening paste

skin whitening paste:

ispaghol ka chilka  and araq e gulab,
ispaghol ka chilka grander mai grand karein phir eis mai araq e gulab daal kar  paste bana lein,phir chehre ka massage karein,oske baad chehre par 30 se 40 minut tak laga rehne dein,last mai saady pani se wash kar lein.
read more...

chehre ki khuski dour karne k lie tip

chehre ki khuski dour karne k lie tip:

1: egg (andy)ki zardi mai badaam ka tail ya roghan e zaitoon mila kar achi taha phaint lain or chehre pe laga dein 20 minut baad chehra dho lain.
2: khane k 1 chamach jitna, (banana) lein,mash kar lein,
chehre or gardan pe lagain ,aankhon ko mehfooz rakhein,20 minut baad neem garam pani se wash kar lein.
read more...

chehre ko naram o mulaim or chamakdaar bane k lie

chehre ko naram o mulaim or chamakdaar bane k lie

1: shehed (honey) 1 chamach le kar eis mai chand  qatry lemon ka arq daal kar milaeinoe eisy chehre par laga lein,
20 minut baad cotton ko garam pani mai bhigo kar  chehre par laga hua shehed (honey)Aahista Aahista outaar dein.
2: tomato or cucumber ka mask chehre k lie be had mufeed hai,
in ka ras chehre par lagane se na sirf thandak milti hai,balke jild mosam k asraat se bhi mehfooz rahti hai.
3:raat ko asli shehed or balai dono ko mila kar chehre par lagaein eis se daagh dhabe dour ho jaein ge.
read more...

chehre ko shagufta or tar o taza banane k lie

chehre ko shagufta or tar o taza banane k lie

1: zaafran 1 chamach kache doodh mai mix kar k raat ko face par 8 se 10 minut massage karne se chehre pe shaguftgi aa jati hai.

2: thore se besan mai chand qatry lemon ka ras milaein,phir chutki bhar haldi or gulab ka arq bhi shamil kar k eis oubtan ko chehre or gardan par lagaein,dry hone par pani se outaar deineis se rangat nikhar aaegi.
read more...

Saturday, 23 August 2014

oily skin tips

oily skin tips:

andy yani (egg) ki safaidi 
ik chamach shehed
2 se 3 qatry lemon
or chand qatry araq e gulab 
in sb ko mix kar lein 
eis qadar phaint lein k jhaag ban,ne lageinye maask oily skin k lie be had mufeed hai

eis tarha aap k chehre ki chiknai bhi kam ho jaegi or pimple bhi nahi banein ge.
read more...

(dry)skin ka ilaaj


(dry)skin ka ilaaj:

1:agar aapki skin dry  hai tuo rozaana zaitoon (olive oil)ka chehre pe massage karein,skin normal ho jaegi.

2:dry skin k lieandy(egg)ki zardi ka maask bht mufeed hai,1 andy ki zardi maibadaam ka tail ya zaitoon ka tail phaint kar lagaein 20 minut baad chehra waash kar lein.ye dry skin k lie bht mufeed hai.



3:haldi or besan pees kar milaein or kisi bottle mai bhar kar rakh lein,chand qatry roghan e chanbeeli daal kar eis se oubtan bana lein,agr chahein tuo chand qatry lemon ka arq shamil kar lein,eis se chehre mai khobsoorti aa jaegi.


read more...

shehed (honey) behtareen mosturizer

shehed (honey) behtareen mosturizer






sheher behtareen moisturizer hai,jild resham ki tarha narm o mulaim banane k lie shehed behtareen hai,
shehed ko mask ki tarha bhi istimaal kiya ja sakta hai.

OILY SKIN:

oily jild waali khawateen andy yani (egg) ko phhaint lein or shehed mila kar mix kar lein,mask ki tarha istimaal karein,10 se 15 minut baad waash kar lein.


DRY SKIN:

dry skin k lie  shehed mai thora milk ya balai mix kar lein or mask ki tarha use kar lein.



read more...
 
Copyright © 2014 beauty tips • All Rights Reserved.
back to top