Thursday, 28 August 2014

Daagh dhabe or mahason ka ilaaj

Daagh dhabe or mahason ka ilaaj,

       
1: chehre ki khobsooti or chamak ko qaim rakhne k lie raat ko sone sa pehle chehra dhone k baad glycerin or lemon ham miqdaar mila kar chehre par lagaein,ye lotion har qisam ki jild k lie mufeed hai. 

2: chehre ko daagh dhabon se paak rakhne k lie doodh(milk) ik behtareen cheez hai.1  bartan mai doodh le kar eis mai cotton k tukron ko bhigo dein or chehre par pheerain,or 15 minut baad chehra saade pani se dho lein.
eis se chehra tar o taaza rahega or chehre ki khobsoorti bhi bar qarar rahegi.
Share this article

0 comments:

Post a Comment

 
Copyright © 2014 beauty tips • All Rights Reserved.
back to top