(dry)skin ka ilaaj:
1:agar aapki skin dry hai tuo rozaana zaitoon (olive oil)ka chehre pe massage karein,skin normal ho jaegi.2:dry skin k lieandy(egg)ki zardi ka maask bht mufeed hai,1 andy ki zardi maibadaam ka tail ya zaitoon ka tail phaint kar lagaein 20 minut baad chehra waash kar lein.ye dry skin k lie bht mufeed hai.
3:haldi or besan pees kar milaein or kisi bottle mai bhar kar rakh lein,chand qatry roghan e chanbeeli daal kar eis se oubtan bana lein,agr chahein tuo chand qatry lemon ka arq shamil kar lein,eis se chehre mai khobsoorti aa jaegi.

0 comments:
Post a Comment