multani miti mask, for,acne skin whitening,after threading:
multani miti k beshumar faidy hain,
1: multani miti
2: araq e gulab
3: haldi 1 chutki
tarika e istimaal,
1 cup lain multani ,iti daal dein,sath hi haldi daal dain,or araq e gulab add kar dein,10 minut tak cup mai rehne dein,oske baad achi tarha se mix kar k face pe laga dein,dry hone pe outaar dein.
1: aap ne tip threadind k baad bhi use kar sakti hain eiska ye faida hai k threading k baad face pe acne nahi nikalte,
2: skin whitening k lie bhi ye bhi behtareen hai.

0 comments:
Post a Comment