Monday, 15 September 2014

tip for loose skin

tip for loose skin,

1: lemon 4 drops 
2: (egg)Andy ki safaidi
3: shehed 1 chamach
 in sb ko achi tarha mix kar lein,
ouper se neechy k direction mai laga lein,dry hone pe outaar lein.
read more...

Thursday, 11 September 2014

baal ghany

baal ghany,

1: zaafran aik packet
2: zaitoon ka tail  (small)
3: shehed 2 khane k chamach

4: tarkeeb e istimal,

in sb ko mix kar k bottle mai dal kar 15 dino tak dhoop mai rakh dein,
phir har roz 2 ghante k lie baalon mai laga kar  kisi bhi ache shampoo nse dho lein.
read more...

Sunday, 7 September 2014

ghani palkein

ghani palkein,

             
raat ko sone se pehle agr Aankhon mai aik silai  zaitoon k tail ki lagai jaaye tuo palkein ghani or Aankhain chamakdaar hoti hain.
read more...

Wednesday, 3 September 2014

tip for hair shining

tip for hair shining,

1: Egg
2: dahi
3: besan
4: sarso ka tail
5: honey
in tamam cheezon ko mix kar k 1 ghante k lie baalo mai lagaein,eis se baalon mai shining aa jaegi.
read more...

Friday, 29 August 2014

baal lamby ,ghane or chamakdaar.

baal lamby ,ghane or chamakdaar.

1: badaam k tail.
2: naryal ka tail,
3: zaitoon ka tail.
in teeno ko ham wazan le kar kisi bottle mai rakh lein, istimaal se pehle halka sa garam kar lein eis tail ko,or khoob achi tarha baalon mai massage karein,2,3 ghante baad shampoo kar lein,
read more...

Thursday, 28 August 2014

Daagh dhabe or mahason ka ilaaj

Daagh dhabe or mahason ka ilaaj,

       
1: chehre ki khobsooti or chamak ko qaim rakhne k lie raat ko sone sa pehle chehra dhone k baad glycerin or lemon ham miqdaar mila kar chehre par lagaein,ye lotion har qisam ki jild k lie mufeed hai. 

2: chehre ko daagh dhabon se paak rakhne k lie doodh(milk) ik behtareen cheez hai.1  bartan mai doodh le kar eis mai cotton k tukron ko bhigo dein or chehre par pheerain,or 15 minut baad chehra saade pani se dho lein.
eis se chehra tar o taaza rahega or chehre ki khobsoorti bhi bar qarar rahegi.
read more...

chaayan

chaayan,

                        
1: Aaloo (potato)
2: namak (salt)
  
Aaloo boil kar lein or achi tarha pees lein,thora sa namak shamil kar lein or chehre par lagaein,15 minut baad chehra wash kar le,hafte mai2 se 3 baar ye istimal karein,chaayan khatam ho jaengi.
read more...
 
Copyright © 2014 beauty tips • All Rights Reserved.
back to top